Thursday, August 7, 2008

Woh tera ro ro ke bhi mujhko rulana yaad hai

Song: Chupke Chupke Raat din
Artist: Ghulam Ali
Mood: Musical

Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Khench le na voh mera parde ka kona daffatan
Aur dupatte se tera voh munh chhupaana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Do paher ki dhoop mein mere bulaane ke liye
Voh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

Berukhi ke saath sunna darde dil ki daastan
Woh kalai main tera kangan ghumana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Waqte ruksat alvida ka lafz kehne ke liye
Woh tere sookhe labon ka thar tharana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai
Waqte ruksat agaya kal wasl kee shabbhee kahi zikre firaaq
Woh tera ro ro ke bhi mujhko rulana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

2 comments:

$udhi said...

surprise!
from hard rock to Gulam Ali!
waise, this one is my fav too ;)
randomly sunta hai ya aur bhi gazals suni hai gulam ali ki??
try these -
hungama kyon hai barpa
ye dil ye pagal dil mera
chupke chupke raat din
humko kis ke gum ne maara (my all time fav)
tumhare khat mein jala ke
itni muddat baad mile ho
hum tere shahar mein aaye hai
patta patta boota boota
baharon ka chaman yaad hai
dil mein ek lahar si
zakhmein tanhai se


~$udhi :)

Rtinkslinger said...

Thanks for the recos mate! I do at times listen to ghazals and thumris.